Sarkare madeena ke sifati naam

Sarkare madeena ke sifati naam

SRName in EnglishName in HindiName in UrduMeaning in HinglishMeaning in HindiMeaning in English
1AhsanWo Zat jisme achi sifat jama ho
2AhshamJyada waqar aur itminan wala
3Azhar Safed rangat wala
4AzamBartar
5AkramBahut meharban, bahut sakhi
6AmanPanah, Hifazat
7AmjadBuzurgi aur Sharaf wala
8AmeenAmanatdar
9BadrMukammal Chand
10BurhanHujjat, Daleel jisme Shak aur Shuba na ho
11BasheerKhushkhabri dene wala
12JawwadSakhi
13HatimFaisla karne wala
14HamidHamd karne wala
15HabeebPyara
16HaseebKafi, Ijjar aur Sharaf wali hasti
17HakeemSahibe Hikmat
18HaleemBurdbar, Bardasht karne wala
19HammadKashrat se Allah Azzawazal ki hamd karne wala
20HaneefIslam par sabit kadam
21DamigBatil ki sarkobi karne wala
22RagibMaeel, Khawaish mand
23RaheemRaham wala
24RasheedSidha, Istikamat wala
25RafeeqBahut jyada meharbani farmane wala
26RaufNaram Dil
27ZahidDunia se be ragbat
28ZahirChamakdar rangat wala, Roshan Chehre wala
29ZainSurat aur Seerat dono aitbar se Kamil aur khoobsurat
30SajidSajda karne wala
31SakhiSakhawat karne wala
32SadeedDurust karne wala
33SirajSuraj
34SaeedSahadat mand, khushnaseeb
35SultanBadshah, Hujjat, Qawi Daleel
36SaifTalwar
37ShakirShukr ada karne wala
38ShahidGawahi dene wala
39ShareefBuland Martaba
40ShafiaShafa at karne wala
41ShafiqMeharban, Hamdard
42ShaheerShohrat wala
43SabirSabr krne wala
44SadiqSachcha
45ZiyaRoshani, Chamak
46TahirPak
47TabeebBimaro ka elaaj karne wala
48TayyabPak
49ZahirWazeh aur roshan
50AabidIbadat guzar
51AadilAdl karne wala
52AarifPahchanne wala
53AaqibSabse akhir me aane wala, Ja nasheen
54AzizGalib
55AzeemBugurgi wala aur ajmat wala
56ImadSatoon, Qabile Aitamad sardar, Sakhtiyo me log jiski taraf bhagkar aye
57GiyasKaseer Barish
58FatehKholne wala, Shuru karne wala
59FazilKamil Elm wala, Kashir fazilat wala
60QasimTaqsim karne wala
61QamarChand
62QawiQuwwat wala
63KamilMuqammal
64Kareem Sakhi
65KafeelKafalat karne wala
66KavkabRoshan tara
67LabeebAqal mand, Dana
68MajidQabile ahtaram, Muazaz admi
69MamoonJiske pas amanat rakhne par atamad ho
70MubarakBaise barkat, Nek, Saeed
71MubashshirKhushkhabri sunane wala
72MubeenRoshan, Zahir
73MateenMazboot
74MuzahidZihad karne wala
75MujtabaMuntakhab shuda
76MujeebJawab dene wala, Hajat rawai karne wala
77MahfoozWo shakhsiyat jiske hifazat ki gayi
78MuhammedJiski Tareef ki jaye
79MehmoodTareef ke Qabil
80MukhtarChuna huwa, Muntakhab
81MudassirChadar udane wala
82MurtazaBarguzida, Buzurgi wala
83MuzammilKambal posh
84MustajeebAta’at karne wala
85MustaqeemSidhe raste par chalne wala
86MasoudSa’adat mant
87MashoudGawahi diya hua
88MisbahChirag
89MusaddiqTasdiq karne wala
90MustafaChuna hua
91Muti’aAta’at guzar
92MuzaffarWo hasti jise dushmano par fateh aata ki gayi ho
93Mu’azzamBuzurg, Wajib e Ta’azeem
94Mua’llimSikhane wala
95MueenMadadgar
96MuqtasidDarmiyani chal chalne wala
97MuqarramIjjat wala
98MunsifInsaf karne wala
99MansoorMadad yafta, Nusrat yafta
100MuneebHukm manne wala
101MuneerRoshan karne wala
102NasikIbadat karne wala
103NashirKisi chij ke lapet lene ke bad use zahir krne wala
104NasibDeen ke ahkam ko bayan karne wala
105Nasi’aNasihat karne wala
106NasirMadad karne wala
107NajmSitara
108NajeebAche nasab wala, pasandida
109NajeedRahnuma, Mahir
110Nazeer Darana wala
111NaqeebSardar, Qifalat karne wala
112NoorRoshni
113HumamBa azmat Badshah
114WajidAalim, Gani
115WasitDarmiyana
116Wasi’aKasrat se dene wala
117WaeedWada karne wala
118WaseemHaseen Chehre wala. Khoobsurat
119WaliAllah ka dost
error: Content is protected !!